Typically Bollywood
There are some lines which have been written to make sense, and some to make sense of Bollywood..forget it , whatever it meant, and just burst out at the following dialogues...
"Tere saamne teri maut khadi hai Kuttay !!"
'Tumhare liye meri jaan bhi haazir hai'
"Mere paas meri mari maa ka ashirwad hai."
"Apne Aaadmiyon se kaho ki bandookein phhek de"
"Dunyaki koi takat hame juda nahi kar sakti"
"Mere hotey huay tumhara koi baal bhi baaka nahin kar sakta"
"Yeh meri maa keh Kangan hai"
"Maa, mujhe Ashirwad de"
"Nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii........"
"Khabardaar jo Mujhe haath bhee lagaya"
"Tumne apni ma ka dudh piya hai to ..."
"Maa main first class first pass ho gaya hu...."
"Arre, tum to mere bicchade huay bhai ho...Bhaiiiiyaaaaaa"
"Arre paglii yeh to khushi ke aansoon hain"
" Kutte mein tera khoon pee jaoonga " .
"ab ise davaa ki nahi dua ki zaroorat hai. "
Hamare maa baap is shaadi ke liye kabhi raazi nahin honge! Mein tumhaare liye apni Jaan bhi de sakta hoon.Bas ek baar haan keh do.
how can u forget"bhagwan ke liye mujhe chod do""nahi.... yeh nahi ho sakta""main kaun hoon? kahan hoon?".. the all time amnesia dialogue
Main tumhare bachche ki maa banne waali hoon..!! :P
"hey bhagwan! ye tune kya kiya""tum ye sadma bardasht nahi kar sakoge"
" KANOON KO APNE HATH MEIN MAT LO.....APNE HATHIYAAR PHEK DO..."
Haaye.. yeh sunne se pahle main mar kyun nahi gayee...
suniay jee, aaj ghar jaldi aaiyay ga...
i'll b back with more...till then..laugh on..!!!!!!!!!!
0 comments:
Post a Comment